Tuesday 1 January 2013

Delnaaz Irani's First Poem!!

Delnaaz's First Poem!

Roda Irani, mom of Delnaaz, visited her in BB House and apart from her 'Nominations Special Rant', check out http://www.india-forums.com/forum_posts.asp?TID=3369557 , she inspired Delnaaz to compose poems.Clap  
Delu too, gave it a serious consideration and thought, if Rajeev Paul, can get published his "Mumbai, Mohabbat aur Tanhaai", she too can come up with a poetry book of her's!Ermm  


Here is the first poem Delnaaz has written for her forthcoming,
"MAGGI, NAFRAT aur BADBOODAAR RAZAYEE!!!Clap

Aansoo Jab Aankhon Mein Naa Aayein,
Dil Mein Ek Chubhan Si Hoti Hai!Confused  

Duniya kabhi Mera Dard Na Samjhe,
Delnaaz Bin Aansoo Kyun Roti Hai??Ermm  


Rishton Ke Tootne Ke Dard Ka Ehsaas,
Kaun Jaanta Hai Ye Mujhse Behtar Bhala?Confused  

Aloo Maggi, Daal Aloo, Aloo Hi Aloo Ke Alaawa,
Chaudah Saal Rajeev Ko Khilaaya Hai Omelet Jala!!Confused  


Urvashi Jab Bhi Karti Hai Mimicry Imam Ki,
Khushi Se Baahar, Nikal Aate Hain Mere Do Daant!Big smile  

Magar Jab Wahi Urvashi Karti Hai Meri Mimicry,
Dard Aur Dukh Se, Mann Ho Jaata Hai Ashaant!Confused


Bad-hazmi, Khatti Dakaaron Se Pareshan hoon Main,
Constipation ka dard mat dilaao mujhe yaad!Confused  

Imam kehta hai Vegetarian Ban Jao Delnaaz,
Chhodi naheen jaati Murge, Bakre ki faadam-faad!!Evil Smile    


 
Kaheen Na Kaheen, Ye Bhi Jaana Hai Maine,
Ki Main Agar Nikaal Di Jaaun, Kal Is Ghar Se!Confused  

Toh Mere Alaawa Doosra Naheen Hai Jeetne Laayak,
Ghar Ye Bhara Pada Hai, Fu***ng  Ba****ds Se!AngryEvil Smile  

  

Aisi hi main hoon, kyunki Mere Baap Ne mujhe,
Poori Tameez Hai Sikhaayee!Angry  

Fakhr Hai Mujhe ki Main National TV pe,
G**** Mein D** bol payee!!Dancing  


1 comment: